Reliance Jio Phone Free Me Kaise Prapt Kare Online Booking Kaise Kre
Reliance ne Jio sim ko launch krke telecom companies me tahlka macha diya tha. Ab Jio Phone Free launch krke Reliance ne mobile bnane wali companies ke liye muskile peda kar di hai. Jio phone ki bookin 24 august 5:30 pm se shuru hogi.
21 July ko Reliance ke chairman Mukesh Ambani ne ess phone ko launch kiya tha. Ye phone pre booking walo ko free diye jayega. Company ka dawa hai ki wo customer ko 3 saal baad wapas kar degi.
Jio ke ess phone me wo sabhi feature honge jo ek smartphone me hote hai. Ess baare me company ne abhi tak details se kuch nhi btaya hai.
Phone Processer
Jio ne phone ke processer ke baare me kuch nhi btaya hai, par Chipmaker company Qualcomm ne Twitter par ess baare me likha hai. Twitt me kaha gya hai ki ess phone me Qualcomm 205 SoC processor hoga jo khas tor par bharat, letin america aur south asea ke liye design kiya gya hai.
Free Calling Ki Suvidha-
Ess me calling lifetime free rakhi gyi hai. Data use ke liye aapko 153 rs ka monthly recharge karwana hoga. 153 rs me aapko 399rs wala Dhan Dhana Dhan offer milega.
Made In India
Jio Phone puri tarah se made in India hoga. Ess phone ko aap kisi bhi TV se connect kar Skte ho.
Voice Commend
Technical Specification
DISPLAY Screen Size: 6.09cm (2.4)
Screen Resolution: QVGA (320 x 240)
GENERAL FEATURES Operating System: KAI OS
SIM Slot: Single SIM
SIM Size: Nano Sim (4FF type)
Color: Black
Box Contents: Handset, Removable Battery, Charger Adaptor,
Quick Service Guide, Warranty card, SIM CARD
PERFORMANCE Processor (CPU): 1.2GHz Dual Core
Chipset: SPRD 9820A/QC8905
Graphics (GPU): Mali-400 @ 512MHz
RAM: 512MB
BATTERY Capacity: 2000 mAh, Li-Po
Talktime: 12 Hours
Standby Time: 15 Days
STORAGE CAPACITY Internal Memory: 4GB
Expandable: Upto 128GB
CAMERA Rear Camera: 2MP
Front Camera: 0.3MP
Video Recording: Yes
MULTIMEDIA Music Player: MP3, AAC, AAC+, eAAC+, AMR, WB-AMR, MIDI, OGG
Wireless FM Radio: Yes
Video Player: 720p, MPEG4, h.263, h.264
Loudspeaker: Yes
Alert Type: Ringtone + Vibration
CONNECTIVITY Operating Frequency: BAND3(1800)/BAND5(850) LTE-TDD BAND40(2300)
4G: Yes, LTE Cat4
True 4G (LTE Support): VoLTE (Video & HD Voice Call),
Wi-Fi: Yes
NFC: Yes
Bluetooth: BT 4.1 with BLE
GPS: Yes
USB Connectivity: USB 2.0
EMAIL SUPPORT Microsoft Exchange: Yes
INDIAN LANGUAGE
JIO APPS- MyJio, JioTV, JioCinema, JioChat, JioMusic, JioXpressNews
VOICE ASSISTANT Voice enabled search (English, Hindi) Compose SMS, Search on Google. Open app, call connect
CONNECT TO TV Yes. Via JioMediaCable
OTHER FEATURES -Torch, Connect Import via Gmail
Jio Phone Ke Liye Registraction Kaise Kre
Yahan Aap Video Bhi Dekh Skte Ho. Video ke niche Subscribe Button Pat Click krke subscribe jrur kre.
1. Aap Sabse Pahle Jio ki official website pa janye.
2.Yahan Par Aapko Homepage par hi Jio Phone ka banner show hoga.
3. Niche “Keep me posted” par click Kare.
4. Click Krte hi aapke saamne Registraction page open ho jayega.
Whats App Delete Massage Ko Kaise Restore Kre Hindi help
Facebook Page Apne Naam Se Kaise Bnaye Hindi Me Jaankari
5. Yahan par sabhi details sahi se enter kare. Name, lst name,email id aur mobile number feel kre.
6. Terms & conditions ko tik mark Krke submit par click kare.
7. Submit karte hi aapke mobile number aur email id par massage aa jayega.
ये भी जरुर पढे
Jio 4G Sim Ko Apne 3G Mobile Me Kaise Chlaaye Hindi Jaankari
Pan Card Status Online Kaise Check Kaise Kre Hindi Jaankari
SSL Certificate Kya Hai Aur Blog Par Use Kyo Krna Chahiye
Whats App Delete Massage Ko Kaise Restore Kre Hindi help
Youtube Video Download Kre Bina Kisi Software ke Free Me
Jio phone ki pre-booking hone ke baad apko agle 2-3 dinon me company ki tarf se call aayegi.Aapko call krne wale ko ye btana hai ki aap ko phone kab aur kahan chahiye. Uske baad apko phone mil jayega.
Yadi aap jio phone ko khridna chahte ho to der na kare. Aapko ye jaankari kaisi lgi apne dosto ke sath share jrur kare.
Nice articles thanks for sharing us
sir thanks for sharing this information.
i want this mobile
Waise agar ye phone le le to hume android ke jitna fayda to nahi hoga. But isme paise bahut aa jayegi. Kya mai sahi hu?
आपने सही बोला है सर