Backlinks Kya Hai Aur Seo Ke Liye Quality backlinks Kaise Bnaye

Backlinks off page SEO ka hi ek part hai.Jaisa ki aap jaante hi honge ki SEO 2 parkaar ke hote hai-On page SEO or Off page SEO. Search result me top par laane ke liye backlinks ka bahut bda yogdaan hota hai.Backlinks Kya Hai

Off page SEO me sabhi baate aati hai jo aap apne blo ya website ke bahar krte ho. Off page seo me 2 baate bahut hi important hoti h-Link building aur Social media presence. Social media presense me blog ko social media par promote yani share krna hota hai aur link building me blog ya site ke liye backlinks bnane hote hai. Jitne jyada apke blog ke backlinks honge,apki site bhi search me utni hi rank par hogi.

Backlinks kya hota hai or iske kya fayde hai?

Ye wo link hote hai ko ek blog ya website dusri website se prapt hote hai. Backlink se apke blog ki search ranking improve hoti h. Lekin search engine apki website ko value tabhi deta h jab backlinks high quality websites se honge. Ess se search me apki site jaldi index ho jati hai. Ess se apki site ko refferal traffic milne ke sath sath apki site ki domain authority bhi increase hoti hai.

Quality backlinks wo hote h jo high quality websites se prapt hote hai. Quality backlinks bnane ke liye apko apne blog ke niche se related sites se backlink laina hoga. Jaise ki apka blog news se related hai to apko news websites se hi link laina chahiye. Iske bjaye yadi aap food blog se backlinks loge to google aese links ko value nhi deta.

Ye links 2 parkaar ke hote h- Do follow Aur No follow
Do follow backlinks link juice pass krne me help krte hai. Aese links blog ki ranking ko bdhane me bahut helpfull hote hai.
Do follow link ess parkaar hote h-
“<a href=’https://www.hindistrock.com/’ rel=’do-follow’>Hindi Strock</a>”
By default sabhi links so follow hote h,lekin agr hum apne links ko search engine se hide krte hai yani jo link juice pass nhi krte or aap uss link me no follow attribute add kr daite hai.
No-follow wo links hote h jo link pass allow nhi krte.Inki search engine me value jyada nhi hoti.
No-follow link ess parkaar  ke hote hai-
“<a href=’http://www.youtube.com/hindistrock’ rel=’nofollow’>Hindi Strock</a>
Agr aap chahte ho ki apka koi link search engine index na kre to aap no-follow attribute add kr skte ho.Ess se apka link search me index nhi hoga.

Quality backlinks kaise bnaaye?

1.Post content:-

Quality links bnane ke liye apko apne blog par quality content likhna hoga. Post bahut hi simple language me ho aur reader ko aasani se samjh me aana chahiye ki aap kis point ya topic par baat kr rahe ho. Quality content likhne se other blogger apni baat ko samjhane ke liye apke article link ko apni post me share kr skte hai.

Black Hat Seo Aapke Blog Ko Kaise Barbaad Kar Skta Hai

2.Commenting krke:-

Links bnaane ke sbse bdiya ho aasan trika yahi hai. Aap apne blog se related niche ke other blogs par regular commenting start kre. Aap wo blog choose kre jo comments me do-follow backlink daite ho. No follow backlinks ki search me value jyada nhi hoti phir bhi agr aap no follow comment krte ho to apko koi nuksaan nhi hoga.

Commenting krte time ye dhyan rakhe ki aap spam comment na kre.Coment me hmesha high quality words hi use kre. Great post,thank you jaise words use na kre. Hmesha posr se related comment hi kre.Blog Commenting krne se aapko aur bhi bahut se fayde ho skte hain.

Blog Commenting Krne Se Kya Kya Fayde Ho Sakte Hain

3.Guest post:-

Quality backlinks laine ke liye guest post bahut acha option hota hai. Apne blog ke niche se related other popular blogs par apni post ko submit krwayen. Guest post krte time apni post me apne blog ka ek do-follow link jrur add kre. Agr apka blog food par hai to aap food se related blogs par hi guest post de.

Domain Authority(DA) Kya Hai Aur SEO Ke Liye DA Improve Kaise Kre

Keyword Cannibalization क्या है और ब्लॉग पर इसका पता कैसे लगाएं

4.Web directories me submit krna:-

Apne blog ko alg alg web directories me submit krke bhi aap apne blog ke liye backlinks bna skte ho. Aap high quality web dicretory me hi apne blog ko add kre taki search me apki ranking increase ho ske.

Top 100+ Free High PR Web Directory Submission Sites List 2017

Some Important tips

Link building se related kuch important baate jo apko hmesha yaad rakhni chahiye. Ye links apke blog ke liye bahut helpfull hote hai.Agr aap galat trike se backlinks bnaate ho to apko fayde ki jagah nuksan hi hoga.Kabhi bhi paid sites se links na khride.Backlinks besk aap km bna lo par low quality websites jaise porn sites se kabhi bhi na bnaye. Ek din me ek sath jyada backlinks na bnaye.Ess se apki sites ko spam mana ja skta hai or google ki trf se apko panlity ka samna bhi krna padh skta hai.

Agr backlinks se related apka koi swal ho to aap comment me puch skte ho. Apne dosto ke sath ess post ko share jrur kre.

6 Comments

Add a Comment

Your email address will not be published. Required fields are marked *