Blogger Navbar Ko Remove Kaise Kre-Hindi Jankari

Blogger par blog ko banane ke baad sabse phela kaam hota hai usko sahi se design karna.Blogger par free blog Kaise bnaye iske baare me main aapko pahle hi bta chuka hun. Jab aap blog bna lete ho to usko apne hisab se costomise krna hota hai taki hmara blog website jaisa look de.iske liye aapko sbse pahle Blogger Navbar ko off krna hoga.

Blogger Navbar ko Off kaise kre

Blogger Navbar ko off kyon karna chahiye

Apne blog ko website jaisa look dene ke liye blogger navbar ko off krna jruri hota hai. Jab koi reader aapke blog par aata hai to sbse pahle uski nazar navbar par jati hai. Navbar ko dekhkar reader ye samjh jata hai ki aap blogger use kar rahe ho abhi blogging me new ho.

Jab aap google par login hote ho to ye navbar aapke liye dashboard ki tarah hota hai.Aap iske ‘B‘ par click krke blogger ke dashboard me ja skte ho.yahan se aap apne blog ko social media par share bhi kar skte ho.

Youtube Subscribe Button Blog Ya website Par Kaise add Kre

Blogging Addiction Se Khud Ko Kaise Dur Rakhen

Apne Blog Ko Google Search Console Me Kaise Add kre

Blogger Blog Ki Sabhi Posts Me About Author Box Kaise Add Kare

Blogger Navbar ko Off Kaise kre

Navbar ko off krne ke liye sbse pahle aapko blogger dashboard me login krna hoga.

Blogger layout select kre

1.Dashboard me jane ke baad Layout select kren.

2.Widget me se Navbar ke niche likhe edit par click kre.

select off blogger navbar

Edit par click krne ke baad ek pop-up window open hogi.Yahan se aap isko off kar skte ho.

3.Off ko tick mark kren.

Blogger Blog Par 404 Page Not Found Ko Redirect Kaise Kre

Blogger Blog Par Meta Tag Ko Seo Ke Liye Kaise Add Karte Kre

4.Uske baad save button par click krke save kre.

Ab aapka navbar off ho chuka hai. Sabhi changes ko save krne ke liye save arrangement kre. Aap ab apne blog ko ek new window me open krke check kar skte ho.

I hope blogger navbar ko off krne ke baare me aapko samjh aa gya hoga.Aap apni theme ko edit krke bhi isko remove kar skte. Agr aapko coding ki jaankari nhi hai to theme ko edite na kre.

Add a Comment

Your email address will not be published. Required fields are marked *