White Hat SEO Kya Hota Hai Aur Blog Par Kaise Use Kre Full Hindi Details

White Hat Seo ka use apke blog ko top par la skta hai. Aap jitne mrzi ache se ache article likhte ho. Par jab tak aap SEO ka use apne article me nhi kroge to aap bekar me hi apna time khrab kr rahe ho. Blogging me kamyaab hone ke liye apko White Hat Seo ka gyaan hona chahiye.White hat Seo kya hota hai. Blog par use kaise kre

White Hat Seo Kya Hai ?

Search engine par aap high rank position par bne rahne ke liye jo On Page Seo Aur Off Page Seo ka use krke Search Engine Optimization krte ho usko White Hat Seo bolte hai. Ess se apke article ki rank me dheere dheere Improvements Hota hai.

Blogging me success hone ke liye yahi best trika hota hai. Jitne bhi successfull blogger hain wo sub essi White Hat Seo technic ka hi use krte hai. Iska fayda ye huwa ki Google ne unko popular kr diya. Aaj ke time par unke blog par daily hajaro visiters aate hai.

Backlinks Kya Hai Aur Kaise Use Kre

Anchor Text Kya Hai Aur Kaise Use Kre

White Hat Seo Kaise Use Kre:-

1. Blog par top quality content hi likhe. Kisi bhi tarah ki spelling ki galtiya na kre. Ek achhe content par retuning visiters jyada aate hai aur time bhi jyada spent krte hai. Jyada time spent krne se apke blog ka bonus rate bhi km hoga.

2. Original content likhe. Koi bhi post copyright nhi honi chahiye. Blog ka har word apka likha huwa hona chahiye. Hmesha Seo friendly photos ka use kre. Kabhi bhi koi download ki hue photo na daale. Jyadatar download ki gyi photos copyright hoti hai.

3. Keywords ka sahi se use kre. Post puri tarah focus keyword par honi chahiye. Article ke pahle aur aakhri peragraph me keywords ka paryog kiya jata hai. Post title aur post url me bhi keyword ka paryog kre.

4. Apne article me kam se kam 300 words jrur hone chahiye. Agr aap 300 words se kam words ka koi article likhte ho to apki sari mehnat bekar hogi. Google ye manta hai ki reader ko samjhane ke liye 300 words se jyada ka aricle hona chahiye. Google aese article ko jyada importance daita hai.

5. Meta discription ka sahi se use kre. Jahan to ho ske meta description 150 words ka likhe. Discription me aap apne article ke baare me hi likhe. Apne focus keyword ko meta description me use kre. Ye wo part hota hai jab hmara artcle search me show ho to wo kaisa dikhai dega.

Blog Par SEO friendly Post Kaise Likhe

SEO Kya Hota Hai

White hat Seo ko kaise use kiya jata hai, aap smjh gye honge. Seo se related agr aapka koi swaal ho to aap comment me puch skte ho. Agr aapko ye post achhi lgi ho to niche share par click krke share jrur kre.

7 Comments

Add a Comment

Your email address will not be published. Required fields are marked *