Without USB Data Transfer:Android mobile se computer me kese kre

Without USB Cable Mobile se computer me data kaise transfer kre.Log android phone se computer me data transfer krne ke liye USB cable ka use krte hai. Lekin isme bahut si problems hoty rahti jese data cable ka thik se connect na hona.without usb tranfer data to your computer

Aaj mai apko bta raha hu ek aesi app ke baare me jisme aap kuch hi der me ye kaam kr skte hai. Ess app ka naam hai ‘AirDroid’.

Without USB Data Transfer Kese kre mobile se

Download AirDroid from Play Store

Sabse pahle apne smartphone me google play store se AirDroid app download krke install kre.

Ab iss app ko open krke sign up pr click krke sign up kre. Yahan apko apni email id,password or nickname dalna hoga iske baad sign up pr click kre. Iske baad apke samne ek msg show hoga,jisme puchha jayega ki kya aap phone ki app or notification ko computer pr dekhna chahte hai? Agr yes to esse Enable kr de.

Open Airdroid Web in Your desktop

Iske baad apko apne computer pr Airdroid Web open krna hai. Yahan aapko uper ki trf download ka option diya gya hai.ess pr click krke download kre. Uske baad apne mobile me file transfer  ke option pr ok kre.ye app apke computer ko scan krega. Jiske baad aap file transfer kr skte hai.

Transfer Android Files To Your computer

Jab aap apne computer pr ye app open krenge to screen me left side apke phone ka naam dikhai dega. Eske baad phone me file transfer pr click kre. Apke saamne ek screen aayegi jisme 2 options honge ek AirDroid Web or AirDroid Desktop.Apko AirDroid Desktop pr click krna hai.Yahan niche ki trf apko options dikhai denge. Yahan se aap apne photo, video select kr skte hai. Iske baad aap ess app se kuch hi der me apna data mobile se computer me transfer kr skenge.

Google Map Par Apne Ghar ka Address Aur Location Kaise Show kre

Affilate Website Bidvertiser se paisa kmaye

Domain Authority(DA) Kya Hai Aur SEO Ke Liye DA Improve Kaise Kre

Adsense Application Review Krne Me Kitna Time Lgata Hai

Youtube Video Download Kre Bina Kisi Software ke Free Me
Note:-Apko bta de ki aap computer pr bina app download kiye bhi Airdroid use kr skte hai.Eske liye apko web.airdroid.com pr jane pr QR code dikhai dega.Ese apko apne phone se scan krna hai.Eske baad apke pc me AirDroid open ho jayega.

Aapko ye without usb ke computer me data transfer kaise kre post kaisi lgi, comment me jrur btaye. Jyada se jyada apne dosto ke sath share kre.

6 Comments

Add a Comment

Your email address will not be published. Required fields are marked *