Google AdSense Kya Hai Aur Adsense Se Earnings Kese Hoti Hai

Dosto Aaj ki ess post me mai apko google adsense ke baare me btaunga. Jo log internet use krte hai wo Google ko to jante hi hai. Google ka ek bahut bda platfarm h. Ye  apne users ko bahut si service free deti h jisme se ek Adsense bhi h.Google adsense kya hota hai

Agr aap ess post ke ek ek word ko dhyaan se read kroge to apko pta chal jayega ki Adsense kya h or ess se earning kese hoti h. Post ko read krne ke baad please commet jrur kre.

Google Adsense Kya Hai ?

Adsense google ki world wide ad service h.Aap jab online browsing krte ho to apne dekha hoga ki vahan kuch ads display hoti rahti h jin pr ‘ads by google ‘ likha hota h.Wo sub ads google Adsense ki tarf se dikhai jati h.Site owner ko ess  kaam ke liye google paise deti h.

 

Adsense Native Ads Kya Hai Aur Blog Par Use Kaise Kare

Google ads ke kitne paise deti h ye ess baat pr depend h ki apki site kis country me  h.Google pay pr click or impresson ko dhyaan me rakh kr pay krti h.Apki site pr visiter kitna time spend krte h or kitne page view hote h,cpc kitni hoti h,pageRPM kitna h inn sub baato ko dhyaan me rakhkr earning show ki jati hai.

Google Adsense ads Kaise Show Krta Hai ?

Aap soch rahe honge ki visiter hmari ad pr click kyo krega.Usko hmari income or ads se kya lena dena h.Jb koi hmari site ya blog pr aata h to google uske past ke saare data ko read kr leta hai or phir uske interst ke aadhar pr usko ads dikhata hai.

Google ke pass sara database save hota h,jis se pta chlta h ki visiter ne pichle dino me kya kya search kiya or kyo kiya.Google apki post ke url ko index krta h or post ke content ke anusaar hi ads show krta h.
Aap bhi Apne blog ya site pr google ke ads show krke paisa bna skte ho. Ess ke liye apko apna account Adsense se approve krwana pdega. Apna account kese approve krwana h eske liye aap meri next post ka wait kre. Next post kab or kis topic pr hogi ess ke baare me jaankari lene ke liye aap Subscribe  kre ya hmare fb page ko like kre.

Google Adsense ke liye apply Kaise kre

Aap 3 triko se Adsense approve ke liye apply kr skte ho.Eske liye apka Gmail pr account hona jruri h.
1.Create Free Blog
2.Youtube
3.Apps

Blogger Par Free Blog Kaise Bnaaye Hindi help Guide
Youtube Se Paisa Kaise Kmaya Jata Hai Full Hindi Guide
Youtube Channel ko Monetize Krke Adsense se Kaise connect kre
Ek baar agr apka account approved ho jata to apke blog pr ads show hone lgti hai. Jitne jyada visiter apki site ko visit krenge utni hi apki income jyada hogi. Blogger pe blog ya site bnana bahut hi simpal h. Agr apne abhi tak apna blog nhi bnana nhi aata to yahan se jaane. Aap youtube pr apne video upload krke bhi paisa kma skte ho.
Agr apko ye jaankari achhi lgi ho to please comment jrur kre. Apke comment se mujhe shakti milti h aage or post likhne ki.

One Comment

Add a Comment

Your email address will not be published. Required fields are marked *