GIF Image Kya Hai Aur GIF Animation Image Kaise Bnaye

Dosto, aap GIF Image ke baare me to jante hi honge. Kya aapko pata hai GIF Animation Image kaise bnai jati hai.Aapne bahut si photos aesi dekhi hogi jo apne aap change hoti rahti hai.Whats up, facebook aur google plus par ye jyada share ki jati hai. Ye photos dekhne me bahut sunder lgti hia aur reader par achha parbhav bhi dalti hai.Ess post me hum aapko btayenge ki GIF Animation Image kaise bnate hai.GIF Animation Image Kaise bnaye Hindi me

GIF Animation Image Kya Hai ?

GIF ek graphic file hoti hai jo 2 ya 3 image filo ki madad se teyar hoti hai, jisme nischit time ke bad ye photo autometcly repeat ki jati hai.Sbse pahle ye suvidha google ne shuru ki thi.GIF Image me photo ka color,text ya background change hota rahta hai.

Blogging Addict Kya Hai Aur Blogging Addiction Se Khud Ko Kaise Dur Rakhen

Domain Authority(DA) Kya Hai Aur SEO Ke Liye DA Improve Kaise Kre

500+Low CPC Adsense Sites 2017-Block Krke Adsense Earnings Increase Kre

GIF Image Kaise Bnate hai

Aajkal online bahut se aese tools hai jiska paryog krke aap animation image bna skte ho.Yahan main aapko sbse simpal trika bta raha hun. Aapko koi app ya software download nhi krna hai,bs aapke pas intenet connection hona chahiye.
1.Sbse pahle to aap wo 2ya 3 photo select kre jiska GIF Animation Image aap bnana chahte hai.Uske baad GIF Maker ki website par jayen.GIF upload


2.Ab aapke samne website ka home page open hoga usme Upload Image ka option par click kare.Apne desktop ya mobile phone se photo upload kren.Yahan aap 2 ya 2 se jayada photos ko upload kar skte ho.

Aadhar Card Online Update Aur Correction Kaise Kre Hindi Me Jaankari

Dream11 Se Ghar Bethe Paisa Kaise Kmaye-Hindi me jaankari

Google Map पर अपने घर या दुकान का पता कैसे दिखाएँ

GIF Image setting Kre

Image Upload hone ke baad aap apni image ka preview bhi dekh skte ho. Aap yahan se jesi chahe vaisi setting kar skte ho.GIF setting
1. Yahan par aap apni GIF ka preview bhi dekh skte ho.
2.Apni image size ko kam ya jyada aap kar skte ho.
3.GIF animation ka time aap yahan se set kar skte ho. Aap apne hisab se isko kam ya jyada krke set kre.
4.Ab Create Ab Create par click krke apni GIF bnaye.
5. Kuch hi pal me apki GIF image create ho jayegi. Ab apko ‘download the GIF’ pr click krke apni gif image download krni hai.
6. Agr aap ek new GIF bnana chahte hai ya apko apni GIF pansad na aai ho to delete par click krke new Gif bna skte ho.

Last Words:-

Ummid krta hun aapne apni GIF Animation Image Bna li hogi.Ab aap kahin bhi pni image ko share kar skte ho.Agr apko koi problem ho rahi ho ya kuch puchhna chahte ho to comment box me comment jrur kre. Apke sabhi comments ka fast reply diya jayega.

Add a Comment

Your email address will not be published. Required fields are marked *